Shikayato ki bhi apni izzat hoti hai
Har kisi se nahi ki jaati
Farmaaiyesho ki bhi apni izzat hoti hai
Har kisi se nahi ki jaati
Agar koi aapse shikayat Kare ya farmaaiysh Kare, toh Khud ko khushnaseeb maaniye
Kyuki har kisi mein rishto ko aise sanjone ki kala nahi hoti
Bahut khuub hai aap, jinme aesi khuubiyo ki kabhi rihai nahi hoti...!